Exam me top Karne ke liye kaise likhe
Mai PHULENDRA SINGH Sabse pahale Mai aap logo see ye batane Wala hoo ki aapko board exam ki copy me aap logo ko apna name address and phone number nahi likna hai. To chaliye Mai aap logo ko bataya du ki aap logo ko kaise board exam ki notes me kaise likhana chahiye.
1.Sabse pahale aap logo ko question no 1 see start karna hai
2.aur karte karte aapko ant Tak karte Jana hai
3.isse ye hogo ki aapki exam ki notes dekhane me acchi lagti hai aur use jab examinnar dekhata hai to vah bahoot hi khus ho jata hai aur vo samajh jata hai ki aap padhe hai aur achha number yaha par de details hai.
4. Agar Apko koi prashan ka answer nahi malum hota hai to use aap log chhod kar agala question kar sakte hai
5. ho sakata hai to aap logo ko Jo prashan sahi see yaad ho use aap log sabse pahle likhe aur jab Tak samay Rahe tab Tak karte rahiye. Aur ant me apna roll number aur the end likhana na bhoole

6. mai app logo ko bata Doo ki aap logo ko green sckege ,blue pen, Sckage pencil rubber lekar Jana na bhoole aur jaha Apko image banana pade use sawdhani se saf va swacch banaye.
7. Yadi koi question ka answer aap log like Rahe hai to aapki notes me last ke 3 se 5 line bachata hai to use page par agala question na likhe.
8. Agala question likhane ke liye aap naye page se likhe.
9. Kiss prashan me antar likhne ke liye Diya ho to uska antar likhane ke liye app logo ko Sabse pahle page ko do bhago me divide kare.
10. Antar likhane samaya aap log 1 antar ko spast karte hooye aap logo ek hi line me app log kar sakate hai . My
Exam ki Preparation kaise Kare
1 exam ki Puri taiyari karane ke liye app logo ko Sabse pahale ek acchi tarah see padai karani padegi
2. Iske liye aap ek acchaa sa same table banaye aur us par Amal Kare
3. Jitana padhe use aek baar jaroor like le
4. Sote samay app use ak bar awashya duhara le
5. Jo question nahi yad ho raha ha noi use apne badroom me jaroor past Kare
Isase ye ho ki apki aakh jab us par padegi tab aap use ek baar jaroor dekh sakte hai jisase Apko yaad ho jayega
6. Jo lesson aap yad Kar Rahe ho vo jab Tak yaad na ho Jay use aap duharate rahiye
7. Jo prashan nahi yaad ho raha hai use aap apna time na kharab Kare
8. padhate samay apke samane koi intartainment ki vastu jakse mobile TV aur laptop nahi hona chahiye kyoki ye dimag jyatar intertainment ki or bhagata hai
9. Padhane ke sthan ko aap log saf swachh rake
10. Sahi samay par dincharya Kare
11. padhane ke liye exercise ati aawashyak hai
12. Aap Jo bhi pdhe use aap log achhe se padhe
13. Yadi aap padhate padhate ub Jaye to thoda sa rest le sakte hai
14. Rest lete samay Apko mobile ka use nahi karana chahiye
15. Aur aap padhane me liye acchi book select kare
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें