Math Kaise padhe (How to read math)
Hi friends mai Phulendra Singh aap sabhi ko namashkar karta hu
Aur Mai aap lekar aaya hu ki math kaise padhe math padhane Ka Sahi tarika Kya hai aur kaise math me exapert banate hai
To aap ko ek baat aapne se pucse pucchana hai ki aap log kis area me jaane KE liye math padhane Rahe hai yadi ye aap clear Kar lete hai aur phir math ko ek aasan subject ki tarah hi le math aap logo ke liye hi banaya gaya hai bahut se student Ise bhoj ki tarah man lete hai jisaka ek kharab natija bhugatana padata hai.
Math padhane ke kuchh aasan aur saral tarike
Math padhane ke liye aap logo ko Sabse pahale math kis area me upyog Hota hai ye Jan le.
Math padhane ke liye aap ke pass ek aacha samaya hona jaroori
Math padhate samaya aap aapne ko free rakhe
Math padhate samaya kisi prakar ke calculater ka use na kare
Math padhane ke liye Jo important lesson ke ke argat Jo bhi point diye Gaye hai use aap log gaharai see padhai le
Math ko padhane ke liye aapko Sabse pahale question me lagane vale formula and rule maloom hona chahiye
Math padhane ke liye Jo question solve nahi ho raha ho usase related example ya rule dekhe
Math is Samy itana popular ho chukaa hai ki puccho mat sabhi ladake ke muh se sunno to math
Math padhate samay yadi koi formula yaad nahi ho raha hai to usko baar baar likhakar yaad Kare
Math me aacha mark Lane KE liye aap logo ko Sabse pahale apne yaha ek aache teacher ki pahachan karake aap log unse extra fees pay karke padh sakte ho
Math padhane ke liye aap ko Sabse pahale math ki jaroorat aur uske sabhi facts ko samajh Lena chahiye
agar aap ek aache knollekno ke liye padh Rahe ho to math ke mool ko samajhana ati aawashyak hai
Yadi aap mark Lane KE liye math padhane Rahe ho to aap ko bhi pahale math ke mool jad ko samajhana padega
Yadi aap Sahi see math padhane liye to uska response accha hi Hota hai
Thank nice information
जवाब देंहटाएंThanks
जवाब देंहटाएंThanks
जवाब देंहटाएं